Total Pageviews

lyrics

Monday 15 September 2014

Lyricshai: Shayrana Lyrics

Shayrana Lyrics - Daawat-e-Ishq (2014)

Movie/album: Daawat-e-Ishq (2014)

Singers: Shalmali Kholgade

Song Lyricists: Kausar MunirMusic

Composer: Sajid Ali , Wajid Ali

Music Director: Sajid Ali, Wajid Ali

Shayrana Song Lyrics

Jheeni hai bheeni hai khushboo teri
hai
Main mehak rahi hoon
Jheeni hai bheeni hai khushboo teri
hai
Main mehak rahi hoon
Khatti hai, meethi hai, boliyan teri
hain
Main chehak rahi hoon
Tu chahat purani shararat nayi hai
Yaqeen toh dila de, tu hai ya nahi
hai
Aaye haaye..zubaan bhi phisalne
lagi
Hui hui main toh hui shayrana hui
Hui hui main toh hui shayrana hui
Gungunane lagi aashiqana hui
Hui hui main toh hui shayrana hui
Oo..aa..shayarana huyi
Main shayrana shayrana shayrana
hui
Chaand chhal ke chal diya hai
Din mein hi nikal liya hai
Khwaab tod laya hai mere liye naye
Aage peechhe baahein kheenche
Ud rahi hain yeh hawaayein
Raahein dhoondh laayi hain mere
liye nayi
Shayarana, shayarana ho gayi main
shayarana
Shayarana, shayarana sha ra ra ra
shayarana..
Tu hasrat puraani, tu aadat nayi
hai
Yaqeen to dila de tu hai ya nahi hai
Aaye haaye zubaan bhi phisalne
lagi
Hui hui main to hui shayarana hui
Hui hui main to hui shayarana hui
Gungunaane lagi aashiqana hui
Hui hui main to hui shayarana hui
Oo ow wo..shayarana hui
Pa para ra para ra ra
Pa pa pa para aa ee..
Pa ra ra ra..
Kahein jo sakhiyan
Sune jo takiyaan
Tu hai woh kahaani
Kahein jo sakhiyan
Sune jo takiyaan
Tu hai woh kahaani
Daudi jo nas mein
Rahe na bas mein
Tu hai woh ravaani
Main jis pe fidaa hoon adaa ban
gaya tu
Jo sach ho gayi woh duaa ban gaya
tu
Ki haaye zubaan bhi phisalne lage
Hui hui main to hui shayrana hui
Hui hui main to hui shayrana hui
Shayarana o o shayarana o..
O shayarana shayarana shayarana
Shayarana na na na na shana na na
na na
Shayrana hui yeah yeah..
Shayrana hui
Shayrana hui.


No comments:

Post a Comment