Total Pageviews

lyrics

Sunday 21 September 2014

Lyricshai: Arziyaan Lyrics

Movie: Jigariyaa

Singer: Vikrant Bhartiya,Aishwarya Majmudar

Music: Raj-Prakash

Lyrics: Faraaz Ahmad

Arziyaan Lyrics

Aa...
Mill jaao tum mill jaaye duniya
Aur na kuch chaahun main
Tu hi toh sab kuch mera
Aur na kuch jaanu main
Dil ki sadaa..
Sunle zara bekhabar
Sajde dil tujhe karta hai salamiyaan
Arziyaan, arziyaan..
Sunle dil ki arziyaan (x4)

Meri sab raahein hai tu
Chaahe jo bhi main chunu
Mere sang sang bas chale tu
Jo bhi sapne main bunoo.. (x2)

Pyaar tera hai bekhabar, besabar
Sajde dil tujhe karta hai salamiyaan
Arziyaan, arziyan..
Sunle dil ki arziyaan (x4)

Tera hi ab ho gaya main
Hoke tumse roobaroo
Main nahin hoon mere khud mein
Tu hi tu hai chaar su.. (x2)

(chaar su: chaaro disha)
Dil ka mere tere bina na basar
Sajde dil tujhe karta hai salamiyaan
Arziyaan, arziyaan..
Sun le dil ki arziyaan (x4)

Mill jaao toh mill jaaye duniya
Aur na kuchh chaahun main
Tu hi tu sab kuch mera
Aur na kuchh jaanu main

Dil ki sadaa..
Sunle zaraa bekhabar
Sajde dil tujhe karta hai salamiyaan
Arziyaan, arziyaan..
Sunle dil ki arziyaan (x4)


No comments:

Post a Comment